In The Sun And Sand And The Sea In The Night
And I Am Feeling Alright And I Am Feeling Alright
Kyun Lamhe Kharaab Karein
Aa Galti Behisaab Karein
Do Pal Ki Jo Neend Udi
Aa Poore Saare Khwaab Karein
Kya Karne Hain Umron Ke Vaade
Yeh Jo Rehte Hain Rehne De Aadhe
Do Baar Nahin
Ik Baar Sahi
Ik Raat Ki Karle Tu Yaari
Subah Tak Maan Ke Meri Baat
Tu Aise Zor Se Naachi Aaj
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye
Chhod Ke Saari Sharm Aur Laaj
Main Aise Zor Se Naachi Aaj
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye
Dil Lena Dil Dena
Zaroori Nahin Hai
In Baaton Ke Siwa
Bhi Baatein Kayi Hain
Ik Lamhe Se Zyada
Ki Khwaaish Nahin Hai
Phir Chaahe Dobaara
Na Milna Kahin
Mere Sapne Nahin Seedhe Saadhe
Hai Galatfemiyaan Toh Mitaade
Do Baar Nahin
Ik Baar Sahi
Ik Raat Ki Karle Tu Yaari
Subah Tak Maan Ke Meri Baat
Tu Aise Zor Se Naachi Aaj
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye
Chhod Ke Saari Sharm Aur Laaj
Main Aise Zor Se Naachi Aaj
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ishq Hai Aaj Bas
Kal Karna Bhi Nahin
Dil Mein Theherna Toh Hai
Par Utarna Bhi Nahin
Mitna Bhi Hai
Kuch Der Ke Liye
Poori Umra Tumpe Marna Bhi Nahin
Kya Karne Hain Umron Ke Vaade
Yeh Jo Rehte Hain Rehne De Aadhe
Do Baar Nahin
Ik Baar Sahi
Ik Raat Ki Karle Tu Yaari
Subah Tak Maan Ke Meri Baat
Tu Aise Zor Se Naachi Aaj
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye
Chhod Ke Saari Sharm Aur Laaj
Main Aise Zor Se Naachi Aaj
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye
Toot Gaye
Ke Ghungroo Toot Gaye