Tu hi to jannat meri
Tu hi mera junoon
Tu hi to mannat meri
Tu hi rooh ka sukoon
Tu hi ankhiyon ki thandak
Tu hi dil ki hai dastak
Aur kuch na jaanoo
Bas itna hi jaanoo
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara main kya karoon
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara main kya karoon
Sajde sar jhukta hai
Yaara main kya karoon
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara main kya karoon
Kaisi hai ye doori
Kaisi majboori
Maine nazron se
Tujhe choo liya
Ho ho ho
Kabhi teri khushboo
Kabhi teri baatein
Bin maange
Ye jahaan paa liya
Tu hi dil ki hai raunak
Tu hi janmon ki daulat
Aur kuch na jaanoo
Bas itna hi jaanoo
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara main kya karoon
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara main kya karoon
Sajde sar jhukta hai
Yaara main kya karoon
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara main kya karoon
Rab ne bana di jodi
Hai...
Cham cham aayein
Mujhe tarsaayein
Tera saaya
Chedhke choomta
Ho ho ho
Tu jo muskaaye
Tu jo sharmaaye
Jaise mera
Hai khuda jhoomta
Tu hi meri hai barkat
Tu hi meri ibaadat
Aur kuch na jaanoo
Bas itna hi jaanoo
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara main kya karoon
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara main kya karoon
Sajde sar jhukta hai
Yaara main kya karoon
Tujh mein rab dikhta hai
Yaara main kya karoon
Rab ne bana di jodi
Hai...