Aa… aaja aye saaye mere
Aa… aaja kahin aur chalen
Har soch hai ek band gali
Har dil mein yahaan taale pade
Aa… aaja aye saaye mere
Aa… aaja kahin aur chalen
Har soch hai ek band gali
Har dil mein yahaan taale pade
Gar mumkin ho baat main apna
Naam mita doon
Bas ban jaoon insaan main har
Pehchaan mita doon
Jab barse pehli barish sabke
Ghar barse
Bas poochhey ye insaan ke apna
Naam bata doon
Mathey pe sabhi ke
Likh de
Haathon pe sabhi ke likh de
Likh de
Zyada na koi na kam ho
Kam ho
Ek naam sabhi ka
Rakh de
Mathey pe sabhi ke
Likh de
Haathon pe sabhi ke likh de
Likh de
Zyada na koi na kam ho
Kam ho
Ek naam sabhi ka
Rakh de
Ek naam sabhi ka rakh de
Ek naam sabhi ko bas de
Aa… aaja aye saaye mere
Aa… aaja kahin aur chalen
Har soch hai ek band gali
Har dil mein yahaan taale pade
Is ek zameen ke yaar tu itne tukde na kar
Jab hon saare insaan fark phir unme na kar
Is ek zameen ke yaar
Tu itne tukde
Naa kar
Jab hon saare insaan
Fark phir unme
Naa kar
Jitna chahe uns
Mohabbat apno
Se rakh
Nafrat to tu yaar
Magar yun mujse
Naa kar
Shaklon ko sabhi ki
Rang de
Jismon ko sabhi ke
Range de
Kala na koi ho
Gora
Ek rang sabhi ko
Rang de
Shaklon ko sabhi ki
Rang de
Jismon
Kala na koi ho
Gora
Ek rang sabhi ko
Rang de
Ek rang sabhi ko rang de
Ek rang sabhi ko bas de
Aa… aaja aye saaye mere
Aa… aaja kahin aur chalen
Har soch hai ek band gali
Har dil mein yahaan taale pade
Aa… aaja aye saaye mere
Aa… aaja kahin aur chalen
Har soch hai ek band gali
Har dil mein yahaan taale pade