Taarkol ki ek sadak par do saaye hain
Andhere ki naajayaz aulaad hain shaayad
Ghoont ghoont khoon pee kar dono pale hain shaayad
Paon tale zameen hai, na sar pe aasmaan hai
Zindagi kuchal gayi, yeh unki daastaan hai
Taara, dekh taara
Aasmaan pe latka hai, bechaara
Yeh zameen, gardish mein thi
Ghoom, ghoom, ghoom ke maara yaara
Hum bhi kahin
Latke nahin
Roko zameen
Do hi din ka hai tamasha
Pasha mere pasha
Yaar basha
Jee bhar ke, jee mar le
Aaj hai, aaj hai, aaj hai, aaj hai
Kal kuch nahin
K... K... K... Kill Kill
D... D... D... Dil Dil
K... K... K... Kill Kill
D... D... D... Kil Dil
K... K... K... Kill Kill
D... D... D... Dil Dil
K... K... K... Kill Kill
D... D... D... Kill Dil
K... K... K... Kill Kill
D... D... D... Dil Dil
K... K... K... Kill Kill
D... D... D... Kill Dil
Mehangi hai yeh zindagi
Koi chhota sauda nahin
Oonchi khajuri hai yeh
Gamle ka paudha nahin
Jaan bhi yeh teri nahin
Kal tak chali jaayegi
Ghar bhi chala jaayega
Jab yeh gali jaayegi
Jam ke jee le
Do din chahe
Kam hi jee le
Peena pade toh
Gum hi pee le tu tu tu tu tu tu... yaara...
Yaaron ki yaariyan
Zinda rahengi
Taaron ki jhaadiyan
Mehka karengi
Taaron mein taara hai tu tu tu tu tu tu...
K... K... K... Kill Kill
D... D... D... Dil Dil
K... K... K... Kill Kill
D... D... D... Kil Dil
K... K... K... Kill Kill
D... D... D... Dil Dil
K... K... K... Kill Kill
D... D... D... Kill Dil
K... K... K... Kill Kill
D... D... D... Dil Dil
K... K... K... Kill Kill
D... D... D... Kill Dil