Music Release Date: 07 Jan 2014

Lyrics

Saaiyaan

Music Director(s): Sohail Sen
Lyricist: Irshad Kamil
Singer(s): Shahid Mallya

Kal Meera tadpi Kanha ko
Sab laaj-samaaj gawaee re
Ab prem mein tadpan-tarsan ki
Hai baari Kanha ki aayi re

Mori jaan gayi
O Tohra khel hua

Mujh se main rootha
Mujh mein main toota

O Mujh se main rootha
Mujh mein main toota

Mujh ko maine ishq wafa mein
Khud hi hai loota

Lut Lut ke
Lut Lut ke

Jeena hai marna baanke yaar bina
Saaiyaan hunn main kee karaan
Saaiyaan jeelan ya maran
Saaiyaan Rabb mujh se khafa
Saaiyaan

Saaiyaan hunn main kee karaan
Saaiyaan jeelan ya maran
Saaiyaan Rabb mujh se khafa
Saaiyaan

Mujh se main rootha
Mujh mein main toota
Mujh ko maine ishq wafa mein
Khud hi hai loota

Lut Lut ke
Lut Lut ke
Jeena hai marna baanke yaar bina

Saaiyaan hunn main kee karaan
Saaiyaan jeelan ya maran
Saaiyaan Rabb mujh se khafa
Saaiyaan

Saaiyaan hunn main kee karaan
Saaiyaan jeelan ya maran
Saaiyaan Rabb mujh se khafa
Saaiyaan

Ho sapno ke sheeshe tootey
Dukh ki daraar se
Chah ke bhi nikle na
Mann majhdhaar se
Koi bhi na bole aur
Koi bhi bulaye na
Phir bhi awazein suney
Badalon ke paar se
Russ russ ke
Russ russ ke
Mann se mann jana khud hi yaar bina

Saaiyaan hunn main kee karaan
Saaiyaan jeelan ya maran
Saaiyaan Rabb mujh se khafa
Saaiyaan

Saaiyaan hunn main kee karaan
Saaiyaan jeelan ya maran
Saaiyaan Rabb mujh se khafa
Saaiyaan