Hayee
Fikron ki poochhon pe hai
Pattakon ki ladi
Fitrat patangon jaisi
Aawara hai badi
Hum mein to hi hai bachhu
Auqaat anth ki
Pangon se pangey le lein
Dikhayein hekdi
Saare chhichoron ko
Hum hi sikhaate hain
Aishon ki kunji
Likhaate padhaate
Noton ki baarish hai
Sikke Phoowaare hain
Bheega hai saara jahaan
Jebon mein bhare Gulchharrey
Rayisi kare Gulchharrey
Show-sha se bhare Gulchharrey
Tadi se ude Gulchharrey
Ude gulchharrey
Hayee
Sapnon ke poster wah bhai
Din mein bhi dikhte hain
Satrangi pakiton mein
Market mein bikte hain
Apna bas chaley to hum
Bhaari si sale pe
Chanda taare na chhodein
Woh bhi khareed lein
Betuki baaton ki
Tuk hum bana lenge
Hum to ji ghum ki bhi
Khilli uda lenge
Hum na akele hain
Apni yeh saazish mein
Shaamil hai saara jahaan
Jebon mein bhare Gulchharrey
Rayisi kare Gulchharrey
Show-sha se bhare Gulchharrey
Tadi se ude Gulchharrey
Ude gulchharrey
Kal ki hum abhi soche kyun
Jeene ko yeh pal kaafi hai
Jo din hai humne dekha nahin
Uspe hum kyun bharosa karein
Sadi ko chhodo sab
Chutki mein milta hai
Noodle ke jaise sab
Minto mein pakta hai
Dum bhar ki khushiyaan hain
Pal bhar mein milti hain
Maang ke dekho zara
Jebon mein bhare Gulchharrey
Rayisi kare Gulchharrey
Show-shah se bhare Gulchharrey
Tadi se ude Gulchharrey
Ude Gulchharrey