Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye aye jigida jigida
Ho koi keh do taaron ko
Itna na jhuke
Sooraj mombatti bann
Meri raaton mein jale
Har manzil besabri se
Dastak hai kare
Lakeerein haathon ki
Meri marzi pe mudhe
Kora kaagaz diya hai
Haathon mein mere
Main likh jaoon jo bhi
Waise din honge mere
Yaar langotiya hai yeh
Khuda bhi jo mera
Karta hai hamesha
Jo bhi mann mein ho mere
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye aye jigida jigida
Mere ishaaron pe hi
Hote hain savere
Mere ghar ki chhat pe hi toh
Leta chanda phere
Mere ishaaron pe hi
Hotey hain savere
Mere ghar ki chhat pe hi to
Leta chanda phere
Khwahishon ki dukaan pe
Mera khaata hai chalta ji
Kismat ka bhi toh choga
Mere naap se kat ta banta hai ji
Oon ke goley jaisi
Raahein khulti aisi
Mere pairon ke tale
Meri manzil hogi agar
Aaj yahan se behtar
Khud se hi aake woh toh
Mere peeche daude chale
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye aye jigida jigida
Mujhse jo hain bhale woh
Karte sau paintre jo
Lagta unse nahin darr mujhko
Roko chakkey ke jam se
Main to bhai kood phaand ke
Kar doonga aage yaar main khudko
Daav ke pech leke
Paana zoron se kheinche
Kass doonga jeet ke main purzey
Mujhko zameen pe baandho
Kar lo duur aasman ko
Main toh phir bhi udh jaoon phurr se
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye jigida jigida
Aye aye jigida jigida