Is pal main hoon
Ya tum bhi ho
Ya dono hoke
Bhi na hain
Kyon ho kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna
Mana hai
Is pal main hoon
Ya tum bhi ho
Ya dono hoke
Bhi na hain
Tumhein dekh ke yaad aayi
Wohi bisri kahaani
Deewaane ka kissa
Ya phir ek deewaani
Dono sang sang rehte har dum
Aisa yeh maine suna hai
Is pal main hoon
Ya tum bhi ho
Ya dono hoke
Bhi na hain
Kyon ho kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna
Mana hai
Ishq Hua...
Tum bata do yaad koi
Kya puraani leke aaoon
Ya nishaani deke jaaoon
Ya kahaani leke jaaoon
Ya ki man ko chhodh doon jaaye
Yeh jaata jaata jahaan hai
Is pal main hoon
Ya tum bhi ho
Ya dono hoke
Bhi na hain
Kyon ho kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna
Mana hai
Is pal main hoon...